top of page
Pehle kaam,
Phir Pranaam,
Phir Kaaju-Badaam...
Jo mehfil ho behtareen, aapki,
Khayaalon aur shabdon se,
Sajaana chaahunga usey...
Aur bhi ooncha,
utthaana chaahunga usey,
Subah-shaam...
Is fitrat ke saath,
Kya milega mujhe
Naye maukon ka salaam?
Bataaiye huzoor,
Kya aa sakta hoon main,
aapke kaam...?




Doodh ka doodh, paani ka paani,
Sirf itni is... Meri Kahaani.
Write-up
Song
bottom of page


