top of page
Jo mehfil ho behtareen, aapki,
Khayaalon aur shabdon se,
Sajaana chaahunga usey...
Aur bhi ooncha
utthaana chaahunga usey,
Subah-shaam...
Is fitrat ke saath,
Kya milega mujhe
Naye maukon ka salaam?
Bataaiye huzoor,
Kya aa sakta hoon main,
aapke kaam...?




bottom of page

